Monday, 8 April 2013

Something Unbelievable

hi....kal kuch ajeeb si baat huyi
m office se aa thi and m thoda late thi...m red bus m bethi mere office se maharani bhag tk ka rasta 30min ka bt bus etni mar mar ke chal ri thi ki w0 45,50 min m waha pahuchi....nd m bahut jada irritated ho gayi thi mujhe bahut gussa aa raha tha nd thoda rona bhi aa raha tha....fir m us bus se utri nd age ke liye green bus li...waha se kalekha tak m jitna delhi ko, delhi ki bus's ko, delhi ke logo ko kosh sakti thi mene khud m gali de ke aapni bhadash utari..fir kalekha pe bus m etna rush hua..nd m thoda choti hu to pata ni chalta bhid m mera ki m hu bhi ki ni (har din log office pahuchne se pahle hi mere baal kharab kar dete h...mujhe gussa bhi aata h jb log mere sir ke uper se hath leja ke mare bal kharab kar dete h)...nd delhi mai aj tk bus m mujhe koi insan ni dikhayi diya...sb bhaid bakariyo ki tarah utarte h nd chadte h...ekdam jaahih type ke log h..bhid jda thi fir kisi ne halke se mere hath ko touch karke bola ki aap yaha khade ho jao (jo sheets ke bich m jagah hoti h yahi)...bt m aise khadi ni rah sakti esliye m gayi ni..bus thoda wahi pe aapne liye space bana ke khadi ho gayi...OR AJEEB BAAT YE THI KI MENE NOTICE KIYA KI KOI UNKNOWN ladka mujhe protect kar raha tha....aj tk bus bs tuoch karkr jane wale log hi dekhe the (kuch janbuj kar karte the, kuch galti se)..bt pahli bar koi aisa dekha nd fir kalekha se or noida mod tk bus m etne dhake lagne par bhi mujh par koi touch ni hua...mene aj tk khali bus m bhi etna gap ni dekha jitna logo ne mujhe se bana rakha tha..nd fir noida mod pe m bus se utar gayi..ye chij mujhe abhi tk samjh ni aayi ki kal hau kya...MERE LIYE TO WO EK IDOL BANA or mujhe yakeen bhi ni ho raha tha aj bhi koi h jo ladko ki saan bada raha h...nd mujhe lagta ki real men aise hi ko bolte h...baki to sb bs .............

mujhe aj tk samjh ni aaya jo log ye cheap harkate karte h une milta kya h es se..bs dusre ka din kharb karna hota h..or ye kyu samjh ni aata kisi ko bhi ki guniya to wese bhi gol h jo karoge wo bharoge..



1 comment: